After India's victory against Pakistan in the Semi finals of the ICC World Cup,
I felt like writing my first Urdu Shaayiri ... here goes.....



..... تم جناب 

تم جناب خواب نہیں ، حقیت ہے ،

آپ صراف حقیت نہیں ، کسمت کا کھیل ہے ،

تم جناب کسمت نہیں ، کوشیش کی اونچاہی ہے

تم سرف اونچی منزل نہیں ، کھیل کا صفر ہے

تم سیر خیل نہیں ، خلاءی ڈیان کا سنس ہے

تم سیر ساس نہیں ، زہن کی شان دار کمیابی ہے

تم جنابکامیابی نہیں ، جیت کی جناب احساس ہے

تم سحر احساس نہیں ، وطن کی گھور ہے

تم جنا ب ملک کی بات نہیں ، کیانات کی دھڑکن ہے

تم جنابدھڑکن نہیں ، جیت کا ترانہ ہے

تم سیرف جیت نہیں ، جنگ کا نعتیہ ہے

تم سر جنگ نہیں ، دل کی عمر ہے

تم سیرف عمرگ نہیں ، خدا کا مہربان ریحمت ہے

تم جناب رحمت چارج نہیں کیا گیا ....

اخری مقابلہ میں بھی کمیابی کا دعا ہے

…. یہ صرف شاعری ہی نہیں ایک شاعر کی خواہش ہے 



ye sirf.....

ye sirf Khwaab nahi, haqeeqat hai,
ye sirf haqeeqat nahi, kismat ka khel hai,
ye sirf kismat nahi, koshish ki oonchaayi hai
ye sirf oonchi manzil nahi, khel ka safar hai
ye sirf khel nahi, KhilaaDiyon ka saans hai
ye sirf saas nahi, zehn ki shaandaar kaamyaabi hai
ye sirf kaamyaabi nahi, jeet ki behtreen ehsaas hai
ye sirf ehsaas nahi, watan ki gharoor hai
ye sirf watan ki baat nahi, kaainaat ki dadkan hai
ye sirf daDkaN nahi, jeet ka taraana hai
ye sirf jeet nahi, jang ka nateeja hai
ye sirf jang nahi, dil ki umang hai
ye sirf umang nahi, khuda ka mehrbaan rehmat hai
ye sirf rehmat ka wasool nahi....
aakhri muqaabla mei bhi kaamyaabi ka dua hai

ye sirf shaairi nahi, ek shaayar ki khawaaish hai....